*_Hadees E Mubaraka_*
―――――――――――――――――――――
_*Hazrate Hafza رضي الله عنه Ne Farmaya Ki 4 Chize Hai Jinhe Huzoor صلى الله عليه وسلم Nahi Chorte The...*_
_*✒ 1. 10vi Muharram Ka Roza*_
_*✒ 2. Jilhizza Ke Roze (1 Se 9 Tak)*_
_*✒ 3. Har Mahine Ke 3 Roze*_
_*✒ 4. 2 Rakat Sunnat Fazar Ki Farz Se Pehle,*_
_*📕 Nasai, Anwarul Hadees*_
_*🔘 Hazrate Abu Jar radiallahu anhu ne kaha ki Rasool-E- Kareem Raufoor Rahim ﷺ Sallallaho Alayhi Wasallam Ne Farmaya Ki. "Aye Abu Jar..! Jab Kisi Mahine Me 3 Din Roza Rakhna Ho to 13, 14 Aur 15 Tarikh Ko Rakho,*_
_*📕 Tirmizi, Nasai, Anwaru Hadees*_
_*✒ Pehli Shawwal Aur 10,11,12,13 Jilhijja Ko Roza Rakhna Makruh Tahrimi Aur Najaiz Hai..*_
_*📕 Durre Mukhtar, Raddul Muhtar, Jild 2, Safa 86, Anwarul Hadees*_
━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━
No comments:
Post a Comment